Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna, Ye dosti gul hai ise khilaye rakhna, Hum rahe na rahe iss jahan mein, Bas hamari yaad dil mein basaye rakhna.
जो दिल के हो करीब उसे रुसवा नहीं करते, यूँ अपनी दोस्ती का तमाशा नहीं करते, खामोश रहोगे तो घुटन और बढ़ेगी, अपनों से कोई बात छुपाया नहीं करते।
Chaand adhura hain sitaaron ke bina, Gulshan adhura hai baharon ke bina, Samundar adhura hai kinaron ke bina, Jeena adhura h tum jese yaaron k binbina
Dosti mein duriya to aati jaati rehti hai, phir bhi dosti dilo ko milati rehti hai, Wo dost hi kya jo naaraz na ho, Par sachi dosti dosto ko manaati rehti hai.
Fir Na Simtegi Agar Dosti Bikhar Jaayegi, Zindagi Zulf Nahi Jo pal mein Sanwar Jaayegi, Jo Khushi De Tham Lo Daman Uska, Zindagi Roo kar Nahi Haskar Gujar Jaayegi.
क्युँ मुश्किलों में साथ देते हैं दोस्त क्युँ गम को बांट लेते है दोस्त ना रिश्ता खून का ना रिवाज से बंधा फिर भी जिन्दगी भर साथ देते हैं दोस्त
Har Yaado Mein Usi Ki Yaad Rehti Hai, Meri Aankho Ko Usi Ki Talash Rehti Hai, Kuch Tum Bhi Dua Karo Yaaro, Dosto Ki Dua Mein Faristo Ki Faryaad Hoti Hai.
यारो 👬👬आपसे 👈जूदा🚶 होकर मर😵 जायेंगे हम👱 !! मर😵 के भी👬 यारी निभायेंगे !! ........👉❤❤❤....✍ . और💫 आपको 👈भी ऊपर☁ बुलायेगे !!! फिर 👬साथ मिलकर 👺यमराज की👰 बेटी को पटायेंगे 💜😉☺😊😘
Yahi to wo khubsurat dosti ka naata hai, Jo bina kisi bhi shart ke jiya jata hai, Rahe dooriya darmiyan to parwaah nahi, Dosti to pal-pal dil mein basaya jaata hai.
देखी जो नब्ज मेरी, हँस कर बोला वो हकीम, जा जमा ले महफिल पुराने दोस्तों के साथ, तेरे हर मर्ज की दवा वही है.
Dosti insaan ki zarurat hai, dilo'n pe dosti ki hukamat hai, aapke pyar ki wajah se zinda hai hum, warna khuda ko bhi hamari zarurat hai.
Dukh hai dard to dawa hai dosti, Is zindagi ki haseen fiza hai dosti, Jo na samjhe uske liye kuch nahi, Jo samjhe uske liye khuda hai dosti.
Chup kar kahi kisi or se dosti nahi ki, maine kiya tha pyar, jo pyar ka leke raha, logo ne puchha jab udhasi ka sabab, to kore kagaj par toota hua yu dil bana diya.
Har kali tujh se khusbhu udhar mange, Har aftaab tujse roshni udhar mange, Tum dosti aisi karo ki, Har koi tumari dosti udhar mange.
Puchkar Haal Unhone Hamara Dosto, Saanse Hamari Kuch Aur Badha Di, Hum Toh Bhatkate The Andhero'n Mein Yun Hi, Unhone Humko Ek Nayi Raah Dikha Di.
Yakeen to hame sirf tum pe hai, Warna na jane kitne dost paas hai, Hum to waada karte hai dosti ka, Bas aap se hi dost kehlane ki aas hai.
Toote Hue Phool Khushboo De Jaate Hai, Beete Hue Pal Yaadein De Jaate Hai, Koi Pyar Mein Dosti de jaate hai, To Koi Dosti Mein jaan De Jaate Hai.
गुनगुनाना तो तकदीर में लिखा कर लाए थे, खिलखिलाना दोस्तों से तोहफ़े में मिल गया।
Teri Pyari Si Dosti Kaise Bhul Jaun, Pal-Pal Tumhari Yaadon mein kyu na Aaun, Aye Dost Teri Dosti Sabse Pyari Hai, Phir Tumhe Apni Yaad kyu Na Dilau.
दोस्ती सहल थी मुश्किल कभी ऐसी तो न थी दुश्मन इक दो थे ये महफ़िल कभी ऐसी तो न थी
Sachi Dosti Bezubaan Hoti Hai, Ye To Aankhon Se Bayan Hoti Hai, Dosti Mein Dard Mile To Kya, Dard Me To Apno Parayo Ki Pehchan hoti hai.
0 Comments:
एक टिप्पणी भेजें